17 best dialogue of Ajay Devgan – from Once Upon A time in Mumbai, Singham, Kaal and more.

17 best and popular dialogue of Ajay Devgan – when this Bollywood actor won the audience just by his dialogues.

best popular dialogue ajay devgan bollywood
Best powerful dialogues of Ajay Devgan | photo : pinterest 
Ajay Devgan has just completed 100th film of his career, Tanhaji. The actor who started as an action hero is now listed as one of the most talented and dependable actor of Bollywood. While his eyes say a lot on screen, Ajay is also known for some of the best dialogues of Bollywood in movies like Once Upon A time In Mumbai, Kaal, Company, Singham and Dilwale.
Here are the popular dialogues of Ajay Devgan which won the audiences:
Hum to kabse apni jaan hatheli pe liye ghoom rahe hain.. 
kambakht koi leta hi nahin
Mujhe Aaina na dikhao, isme koi pagal nazar aata hain…
yeh main nahi, ismein sara jahan nazar aata hai.
Humein toh apno ne loota gairon mein kahan dum tha…
meri kishti thi doobi waha, jaha paani kam tha.
Oye Paaji kadhi has bhi liya karo.
Bichad ke tujhse ab mujhe marna hai…
Yeh tajurba issi zindagi mein karna hai.
Meri zarooratein kam hain…
Isliye mere zameer mein dum hai.
Police waalon ki na dosti achchi, na dhusmani…
tune toh dono hi kar li.
Sare Kagazat mujhe chahiye do din mein..
kyun ki teesra tum logon ka chautha hoga.
Har Insaan ke andar ek rakhshash hota hai…
bas kuch log use bahar nikaalne se darte nai.
Khaas aadmiyo ko yeh bhi yaad dilana chahiye…
ke woh kabhi bhi aam ho sakte hain.
Shareer qaid kiya kaa sakta hain… vichaar nahi.
Kuch log shikaar karne aate hai…
Khud shikaar ban jaate hain.
Dua Mein Yaad Rakhna.
Main un cheezon ki smuggling karta hoon, 
jinki ijaazat sarkar nahi deti
un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta.
Humari taseer kheench ke apni dukaan mein laga lega,
kabhi zarrorat pade to dono mein se ek bhagwaan chun lena.
Jinki Manzilein ek hoti hai,
woh raaston par hi to milte hain.
Maine apne jeene ka tarika badla hai tevar nahi.